Sitaray
jugmagatay
in ko bananay
Wala
Khud
Kitna
Haseen Hay
Takatwar
Aur
Baymisaal
Aur tum ho kay
fursut hee nahin hay
Un kay liyay???
Mmmmmmm
Sitaray
Bananay
Wala
Khud
Kitna
Azeem hay
aur tum ho
kay apnay naamon
kay aagay
Uss Ka Naam
lugatay ho
baysharam
apna naam badl do
Sitaray
Bananay
Walay, Rub ko
tumhari zarorat nahin
tumhain zarorat hay
Un ki
bohot jaldi
iss ka
tum ko
patta
lug jayay ga.
Sitaray
Bananay
Walay, Rub ko
tumhari zarorat nahin hay
Comments
Post a Comment