Saray zamany ko jaggao
Mohally walon ko bhi uttha kay bulao
Kahan ho tum ...
Yahan dono hath chit aur tum ho, gum
Chup chup see
kiyun ho tum baithee
Chup chup see
Kiyun ho tum larki.
Chup chup see
kiyun ho tum baithee
Chup chup see
kiyun ho tum larki?
Gari may hindustani ganay bajjao
Ghar may pakistani khanay bannao
Amrika ja kay hum
Inglistan may kahin ho gaey gum
Chup chup see
kiyun ho tum baithee
Chup chup see
Kiyun ho tum larki?
Kaisi hay ye
nafsa nafsi
Chup chup see
kiyun ho tum baithee
Saray zamany ko jaggao
Mohally walon ko bhi uttha kay bulao
Kahan ho tum..
Yahan dono hath chit aur tum ho, gum
Kahan ho tum
Samar
Allah mairay dill may
Dallain sabr
Kahan ho tum
Samar
Allah mairay dill may
Dallain apna dur
Chup chup see
kiyun ho tum baithee
Chup chup see
Kiyun ho tum larki?
Kaisi hay ye
nafsa nafsi
Chup chup see
kiyun ho tum baithee?
Hunssdo
Ab husso bhi
Kahan ho tum
Samar
Dil dukta hay
najanay kis qadr.
Kahan ho tum
Samar
Allah mairay dill may
Dallain sabr
Allah mairay dill may
Dallain sabr
Comments
Post a Comment