shamon ko suraj ko jatay daikhna
rathon ko sarkon pay akailay chalna
khanay ki maiz par baqi khali platain
aasmanon may reh kar andhaira hee millay ga
tum mujh say kiyun khafa ho
tum mujh say kiyun khafa ho
ye, aik bohot, fozool sawal hay
kiyunkay mujh ko iss ka jawab pata hay
kiyunkay mujhay, tumhain, humain, pata hay
ab yahan say, jaana kahan hay?
naveed kehta hay kay gana wana bund kar
budda ho raha hay
kahin okri pakr kar, paisay jamma karlay
kutch paata nahin
kal kahan hay
Aur jub us nay paisay jamma kar liyay
tou uss ka intaqaal hay
Comments
Post a Comment